Thinning Daily

Quick Weight Loss Tips || Wazan Kam Karne Ke Totke || Motapay Ka Ilaj In Urdu (Hindi)

This YouTube Video is about the quick weight loss tips in Urdu / Hindi. If your goal is to lose more weight in a short time then you should follow these easy weight loss tips like ..Eat your food slowly, Avoid sugary drinks and fruit juice, Eat a high-protein breakfast, Drink water a half hour before meals, Choose weight loss-friendly foods, Eat soluble fiber, Drink coffee or tea, Eat mostly whole and unprocessed foods..
=======================================
IN HINDI….. Is Video Mein Di Gayi Tips Aur Nuskhon Par Amal Karkay Aap Bana Kisi Mushaqqat Aur Dushwari Ke Apna Wazan Kam Kar Saktay Hain

SUNNAT RASOOL (PBUH) PAR AMAL KAREN

huzoor akrm ny kayi jaghon par ziyada khanay se mana farmaya hai. irshad nabwi se yeh saabit hota hai ke khanay ki zayad-ti se ensaan motapay aur deegar jismani takaleef ka shikaar hojata hai Hazoor Pak (PBUH) pait bhar kar khanay se bhi mana farmaya hai. khana khatay hue aitdaal pasandi ko islam mein pasand kya gaya hai .

DIN KI IBTIDA LEMOO KE RAS SE KAREN

Apne din ki shuruvaat lemoo ke ras se kijiyej, aik glass name garam pani mein lemoo ka ras shaamil karkay chuttki bhar namak dalie aur pi jaiye, is ka rozana istemaal nah sirf aap ke jismani af-aal ko behtar rakhta hai balkay rafta rafta barhay pait ko kam karta hai .

AHISTA AHISTA KHAYEN

Jab aap khana khatay hain to aap ke andar mojood Harmon aap ko batata hai ke ab aap ka pait bhar chuka hai. Is hormone ko kaam karne mein 20 se 30 minute lagtay hain. Agar aap taiz khana khayen ge to harmon ko dimagh ko yeh signal bhejnay ka waqt nahi miley ga ke aap ki bhook mit chuki hai aur aap apni bhook aur zaroorat se ziyada khana kha lain gay.

PANI KAM PIINAA

jee haan! mehez pani peenay se bhi wazan kam kya ja sakta hai. yeh zabardast seyal aap ke jism se karishmati andaaz mein charbi ko kam karta hai. pani sahet ke liye bhi be hadd faida mand hai. aik tehqeeqi ke mutabiq 500 mili letter pani peenay se aap k pait ki charbi kam hogi.

NEHAR MUN LAHSUN KA ISTEMAAL

Har subah desi lahsun ka aik ya do jo khana bohat mufeed hota hai. Agar lahsun ka jo chheel kar usay chamchay se pees kar khaya jaye avrsath hi is par lemoo ka pani pi liya jaye to aik janib to khoon ki ravani behtar hoti hai aur doosri janib pait ki charbi kam karne mein madad millti hai .

MAMOOLI WERZISH

Agar Aap Rozana Thori Si Kasrat Bhi Kar Lete Hain To Yeh Aap Ko Bara Faida Pouncha Sakti Hai

PROTEIN KA ISTEMAAL BARHAYAIN

apni ghiza mein corbohydrate ki jagah protein ko shaamil karen. machhli, anday aur doodh se aap ka pait jaldi bhar jata hai aur wazan bhi nahi barhta .

MEETHA KAM KHANA

Shukar aur is se bani ashya ka istemaal band karna agarchay mushkil hai lekin is se parhaiz bohat zurori hai. Yaad rahay ke soft drinks bhi unhi mein shaamil hain jo apne andar bohat cheeni rakhti hain. Doosri janib shukar walay mashrobat mein tail mojood hota hai jo pait aur ranon sameit jism mein kayi maqamat par charbi berhata hai nashta kabhi nah choden

NASHTA KABHI NAH CHODEN

Nashta din ka sab se ahem khana hai. Usay chore kar ensaan din bhar ziyada bhook mehsoos karta hai. Nashta nah karne se tabiyat mein susti mehsoos honay lagti hai jis ki wajah se aap harkat mein nahi rehtay aur aap ki calories bhi kam nahi hoten .

KAALI MIRCH KA ISTEMAAL KAREN
ZINDAGI SE MUSKURA KAR MILEIN
==================================================
Please Subscribe Here:-
WEBSITE:-
FACEBOOK:-
TWITTER:-
GOOGLE+:-

——————————————————————————-

HealthMEasy channel is about all general health related issues in Urdu / hindi, Urdu Totkay, Hindi totkay, Health News in Urdu, health tips, beauty tips & ghareloo totkay, Islamic Knowledge in Urdu.Cooking Recipes in Urdu. We also provide the information about vegetable benefits in urdu, sabzion ke faide, fruits benefits for health, phalon ke faide,
We also discuss life issues like… How to live a happy and healthy life in urdu.
We provide general information about your health for more information and treatments please contact your doctor.

For more videos please subscribe

—————————————————————————–
Health Disclaimer:
The information on this channel is designed for educational purposes only. It is not intended to be a substitute for informed medical advice or care.

Our sponsor:

Click Here to go directly to the video for Women

Please visit our sponsor:

Be sure to check back Soon. New videos added daily. Get the best tips, tricks and techniques for losing weight.

Find some that work for you, and feel great.

Related posts: